Monday, June 14, 2010

Swabhiman

Namaskar
Apne Bharat deshne jab bhi swabhiman se sochna kam kiya hai tab dushmano ke prahaar ne jyada nuksan pahuchaya hai. Aaj to hum swabhiman sunyata ki charam sima par pahuch gaye hai & uske results dekh sakte hai.
Hamare sanskaro ko hamari kamjori samja gaya hai. mitro, aaj fir se sina tankar, apne sanskaro ko apni takat banakar duniya par chha jane ka samay aa gaya hai. Hum sab saath milkar Maa Bharti ko pun: unka gaurav dilaye.

''Swabhiman'' ne yah sankalp liya hai. Aao, puri takatse hamare is karya me apna yogdan prasthapit karo. We r waiting 4 ur reply....


Bharat Mata ki Jay
Gaurangsinh Parmar
09925800830
swabhiman@live.in

No comments:

Post a Comment